yahova ke sakshiyon ke baare mein aksar poochhe jaanevale saval

yahova ke sakshi dating karte samay kin baaton ka dhyan rakhte hain?

kya dating sirf maze karne ke liye ki jaati hai? ya shaadi karne ke liye?

yahova ke sakshi dating karte samay kin baaton ka dhyan rakhte hain?

kya dating sirf maze karne ke liye ki jaati hai? ya shaadi karne ke liye?

kya yahova ke sakshi doosre dharm ke logon ke saath milkar upasna karte hain?

is saval ka jo javab yahova ke sakshi dete hain, woh bible ki kin shikshaon par aadharit hai?

yahova ke sakshi daan ke paison ka istemal kaise karte hain?

kya sakshi ye paise apni jeb mein daalte hain?

yahova ke sakshi kya maante hain?

jaaniye ki 15 vishyon ke baare mein hum kya maante hain.

kya yahova ke sakshi, yeeshu par vishvas karte hain?

gaur karein ki sachche maseehiyon ke liye yeeshu par vishvas karna kyon zaroori hai.

kya yahova ke sakshi maante hain ki unka dharm hi sachcha dharm hai?

kya yeeshu ne kaha tha ki kai raaste uddhaar ki or le jaate hain?

kya yahova ke sakshiyon ko lagta hai ki sirf woh hi uddhaar paayenge?

bible samjhati hai ki kin logon ko uddhaar paane ka mauka milega.

kya yahova ke sakshi doosre dharmon ke liye sahansheelta dikhate hain?

jaaniye ki kaise sahansheelta dikhana sachche maseehiyon ki pehchan hai.

yahova ke sakshi ilaj ke liye khoon kyon nahin chadhvate?

yahova ke sakshiyon aur ilaj ke liye khoon naa lene ke baare mein logon ko bahot-si galatfehmiyaan hain. hum kyon aisa karte hain, hamare vishvason ke baare mein jaaniye.

kya yahova ke sakshi srishtivad (Creationism) par vishvas karte hain?

kya aap jaante hain ki srishtivadiyon ke vichar asal mein bible se mel nahin khaate?

vigyan ke baare mein yahova ke sakshiyon ka kya nazariya hai?

kya unki shikshayen, vigyan ki khojon se mel khaati hain?

kya yahova ke sakshi bible ke purane niyam ko maante hain?

kya bible ka kuch hissa purana ya bekar hai? jaaniye ki ibrani shastra se maseehi kaun-si faaydemand etihasik jaankari aur zindagi jeene ke liye achhi salah paa sakte hain?

yahova ke sakshi apni samajh mein ferbadal kyon karte hain?

samajh mein ferbadal karna koi nayi baat nahin hai. bible ke zamane mein bhi parmeshvar ke logon ne aisa kiya tha.

yahova ke sakshi apni upasna mein cross ka istemal kyon nahin karte?

haalaanki hum maseehi hain, aur yeeshu ko maante hain, fir bhi apni upasna mein cross ka istemal kyon nahin karte?

kya yahova ke sakshi doosre dharm ke logon ke saath milkar upasna karte hain?

is saval ka jo javab yahova ke sakshi dete hain, woh bible ki kin shikshaon par aadharit hai?

yahova ke sakshi daan ke paison ka istemal kaise karte hain?

kya sakshi ye paise apni jeb mein daalte hain?

poori duniya mein kitne yahova ke sakshi hain?

jaaniye ki hum kaise sakshiyon ke aankde ikattha karte hain.

yahova ke sakshiyon ke dharm ki shurooat kisne ki?

padhiye ki kyon charles taze russell ne kisi naye dharm ki shurooat nahin ki.

yahova ke sakshiyon ke kaam ke liye paisa kahaan se aata hai?

hum church ke daan dene ke tareekon ko nahin apnate.

kya yahova ke sakshi apni sampatti ka dasvaan hissa daan karte hain?

kya yahova ke sakshiyon ke liye apni sampatti ka ek khaas hissa daan mein dena zaroori hai?

kya yahova ke sakshiyon mein paadri varg hota hai jise tankhvah di jaati hai?

kya yahova ke sakshiyon mein paadri varg aur aam janta varg jaisa bhedbhav hota hai? kaun parmeshvar ke thehraye sevak hain?

kya yahova ke sakshiyon mein striyaan bible sikha sakti hain?

poori duniya mein yahova ke sakshiyon ke prachar kaam mein striyaan kya bhoomika nibhati hain?

yahova ke sakshiyon ki mandliyaan kis tarah sangathit hain?

jaaniye ki hamein is intazam ke zariye nirdeshan aur hidaytein kaise milti hain.

yahova ke sakshi un par lage har ilzam ko jhootha saabit kyon nahin karte?

jab koi yahova ke sakshiyon par ilzam lagata hai aur unse poochhtachh karta hai to woh bible ke siddhaanton ko dhyan mein rakhkar kaam karte hain aur yah samajhne ki koshish karte hain ki yah “chup rehne ka samay hai” ya “bolne ka.”—sabhopdeshak 3:7.

yahova ke sakshi ghar-ghar kyon jaate hain?

jaaniye ki yeeshu ne apne shuroo ke chelon se kya karne ko kaha tha.

kya yahova ke sakshi apni zindagi bachane ke liye ghar-ghar ka prachar karte hain?

seekhiye ki hamein hamesha ki zindagi kaise milegi, is baare mein hum kya vishvas karte hain.

yahova ke sakshi un logon ke paas kyon jaate hain, jo kisi aur dharm ko maante hain?

kya baat hamein ubhaarti hai ki hum un logon ke paas jaayen jo kisi aur dharm ko maante hain?

bible adhyan kya hai?

muft bible adhyan ke kaaryakram se jude savalon ke javab jaaniye.

kya yahova ke sakshi doosre deshon mein jaakar seva karte hain?

doosre deshon mein jaakar kaun seva karta hai aur kyon? kya unhein is kaam ki koi khaas taaleem the jaati hai?

kya yahova ke sakshiyon mein striyaan bible sikha sakti hain?

poori duniya mein yahova ke sakshiyon ke prachar kaam mein striyaan kya bhoomika nibhati hain?

jahaan yahova ke sakshiyon ki sabhayen hoti hain, us jagah ko woh church kyon nahin kehte?

jaaniye ki ‘yahova ke sakshiyon ka raaj-ghar’ aisa kehna kab se shuroo hua? aur hamein aisa kyon kehna chahiye.

yahova ke sakshi apni upasna mein cross ka istemal kyon nahin karte?

haalaanki hum maseehi hain, aur yeeshu ko maante hain, fir bhi apni upasna mein cross ka istemal kyon nahin karte?

kya yahova ke sakshi doosre dharm ke logon ke saath milkar upasna karte hain?

is saval ka jo javab yahova ke sakshi dete hain, woh bible ki kin shikshaon par aadharit hai?

kya yahova ke sakshiyon ne apni khud ki hi bible bana li hai?

alag-alag bible anuvadon ka istemal karne se aapka adhyan aur behtar ho sakta hai. aaiye teen baaton par gaur karein ki kyon aapko new world translation of the holy scriptures  ko apne adhyan mein shaamil karna chahiye.

kya yahova ke sakshi bible ke purane niyam ko maante hain?

kya bible ka kuch hissa purana ya bekar hai? jaaniye ki ibrani shastra se maseehi kaun-si faaydemand etihasik jaankari aur zindagi jeene ke liye achhi salah paa sakte hain?

yahova ke sakshi yuddh mein hissa kyon nahin lete?

poori duniya mein yahova ke sakshi yuddh mein hissa na lene ke liye mashhoor hain. jaaniye ki hum aisa kyon karte hain.

kya kudartee aafton ke vakt yahova ke sakshi doosron ki madad karte hain?

jaaniye ki hum kaise kudartee aafat aane par naa sirf sakshiyon ki balki doosron ki bhi madad karte hain.

kya yahova ke sakshi apna ilaj karvate hain?

kuch log sochte hain ki yahova ke sakshi kisi tarah ka ilaj nahin karvate. kya yah sach hai?

yahova ke sakshi ilaj ke liye khoon kyon nahin chadhvate?

yahova ke sakshiyon aur ilaj ke liye khoon naa lene ke baare mein logon ko bahot-si galatfehmiyaan hain. hum kyon aisa karte hain, hamare vishvason ke baare mein jaaniye.

yahova ke sakshi dating karte samay kin baaton ka dhyan rakhte hain?

kya dating sirf maze karne ke liye ki jaati hai? ya shaadi karne ke liye?

yahova ke sakshi talak ke baare mein kya sochte hain?

kya yahova ke sakshi aise pati-patniyon ki madad karte hain, jinke beech samasyayen hoti hain? agar koi yahova ka sakshi talak lena chahta hai, to kya use pracheenon se ijazat leni hoti hai?

kya yahova ke sakshi kuch filmon, kitabon aur gaanon par rok lagate hain?

manoranjan chunne ke baare mein jab ek maseehi ko faisla karna hota hai, tab woh kin bible siddhaanton ke aadhar par aisa karta hai?

yahova ke sakshi christmas kyon nahin manate?

kai logon ko maaloom hai ki christmas ki shurooat kaise hui fir bhi woh ise manate hain, pata lagaiye ki yahova ke sakshi kyon christmas nahin manate.

kyon yahova ke sakshi easter nahin manate?

jyadatar log maante hain ki easter maseehi shiksha hai. yahova ke sakshi kyon ise nahin manate?

yahova ke sakshi antyeshti ke baare mein kya maante hain?

yahova ke sakshi maut ke baare mein jo maante hain usi ke mutabik woh antyeshti kaaryakram rakhte hain. woh bible ke kin siddhaanton ke aadhar par faisla karte hain?

kya yahova ke sakshi maseehi hain?

aaiye dekhein ki hum kis tarah un dhaarmik samoohon se alag hain jo khud ko isai ya maseehi kehte hain.

kya yahova ke sakshi protestant hain?

duniya mein bahot-se maseehi samooh hain jo catholic nahin hain. fir bhi, yahova ke sakshiyon ka unse koi naata nahin hai. do tareekon se woh in samoohon se bilkul alag hain.

kya yahova ke sakshi kisi amreeki panth se hain?

is antarrashtreeya sanghathan ke baare mein chaar khaas baaton par gaur karein.

kya yahova ke sakshi ek panth hain?

panth ke baare mein logon ke jo do vichar hain, unki tulna yahova ke sakshiyon ki sachchai se keejiye.

poori duniya mein kitne yahova ke sakshi hain?

jaaniye ki hum kaise sakshiyon ke aankde ikattha karte hain.

main yahova ka sakshi kaise ban sakta hoon?

matti 28:19, 20 mein teen kadam bataye gaye hain.

agar main aapke saath bible ka adhyan karoon, to kya mujhe bhi yahova ka sakshi banna padega?

duniya-bhar mein yahova ke sakshi laakhon logon ko muft mein bible ka adhyan karate hain. lekin kya aap jaanna chaheinge ki agar aap hamare saath bible ka adhyan karein, to kya aapko bhi yahova ka sakshi banna padega?

kya yahova ke sakshi unhein dutkarte hain, jo ek vakt par unke dharm se jude the?

kabhi-kabhi bahishkar karna zaroori ho jaata hai, isse ek insan ko apne andar badlav laane aur mandli mein vaapas aane mein madad mil sakti hai.