is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

sang chal yaah ke har pal

sang chal yaah ke har pal
  1. 1. karna to hai

    bahot kuch, hai khvaish ye.

    magar do pal ki bhi fursat nahin.

    par vakt ko khareed, hai aehum ye.

    (chorus)

    dekh vakt ki nazakat.

    naa kar ise zaaya.

    har roz vakt tu nikaal yaah ke liye.

    sang chal yaah ke har pal.

  2. 2. vakt ke saath

    rishte hote hain mazboot.

    gar yaah ko vakt doon, sang uske chaloon,

    khush hoga woh, fir mujh se.

    to fir chal.

    (chorus)

    dekh vakt ki nazakat.

    naa kar ise zaaya.

    har roz vakt tu nikaal yaah ke liye.

    sang chal yaah ke har pal.

    (khaas panktiyaan)

    do pal ki,

    ye zindagi nahin.

    do pal mein,

    ye hogi aur bhi hasin.

    hogi ye dun-ya nayi.

    har pal.

    har pal.

    chal har pal.

    (chorus)

    dekh vakt ki nazakat.

    naa kar ise zaaya.

    har roz vakt tu nikaal yaah ke liye.

    sang chal yaah ke har pal.

    har pal.

    har pal.

    har pal.

    har pal.

    har pal.

    har pal.

    har pal.

    har pal.