is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

yahejkel ki kitab

adhyay

saaraansh

  • 1

    • yahejkel ko baibilon mein darshan mile (1-3)

    • yahova ke swargeeya rath ka darshan (4-28)

      • aandhi, baadal aur aag (4)

      • chaar jeevit prani (5-14)

      • chaar pahiye (15-21)

      • barf jaisa ujjval falak (22-24)

      • yahova ki raajgaddi (25-28)

  • 2

    • yahejkel, bhavishyavakta thehraya gaya (1-10)

      • “woh chahe teri sunein ya na sunein” (5)

      • shokgeet ka ek kharra (9, 10)

  • 3

    • yahejkel ko kharra khaana tha (1-15)

    • use pehredar thehraya gaya (16-27)

      • chetavni na dene par khoon ka dosh (18-21)

  • 4

    • yarooshalem ki gherabandi darshayi gayi (1-17)

      • 390 din aur 40 din dosh liye raha (4-7)

  • 5

    • yarooshalem ka girna darshaya gaya (1-17)

      • bhavishyavakta ke mundaye baalon ko teen hisson mein baanta (1-4)

      • yarooshalem doosre raashtron se bhi badtar (7-9)

      • baagiyon ko 3 tarah ki sazayen (12)

  • 6

    • israel ke pahadon ke khilaf (1-14)

      • ghinauni moortein beizzat ki jaayengi (4-6)

      • “tumhein jaanna hoga ki main yahova hoon” (7)

  • 7

    • ant aa gaya hai (1-27)

      • aafat jo kabhi kisi par nahin aayi (5)

      • paisa sadkon par feinka jaayega (19)

      • mandir dooshit ho jaayega (22)

  • 8

    • darshan mein yahejkel yarooshalem mein (1-4)

    • mandir mein ghinaune kaam dekhe (5-18)

      • aurtein tammooj ke liye ro rahi hain (14)

      • aadmi sooraj ki pooja kar rahe hain (16)

  • 9

    • naash karnevale chhe: aadmi; kalam-davaat liye ek aadmi (1-11)

      • nyay pavitra-sthan se shuroo hoga (6)

  • 10

    • pahiyon ke beech se aag li gayi (1-8)

    • karoobon aur pahiyon ka byaura (9-17)

    • parmeshvar ki mahima mandir se uthi (18-22)

  • 11

    • dusht haakimon ko saza sunayi (1-13)

      • shehar ki tulna hande se (3-12)

    • bahaali ka vaada (14-21)

      • “ek naya rujhan” paida kiya gaya (19)

    • parmeshvar ki mahima yarooshalem se uthi (22, 23)

    • yahejkel darshan mein kasdiya lauta (24, 25)

  • 12

    • abhinay se bandhuai ki bhavishyavani (1-20)

      • bandhuai mein jaane ke liye saaman (1-7)

      • pradhan andhere mein niklega (8-16)

      • chinta ki roti, khauf ka paani (17-20)

    • chhal-bhari kahavat jhoothi nikli (21-28)

      • “meri kisi bhi baat ke poore hone mein der nahin hogi” (28)

  • 13

    • jhoothe bhavishyavaktaon ke khilaf (1-16)

      • safedi ki gayi deevar giregi (10-12)

    • jhoothi bhavishyavaktin ke khilaf (17-23)

  • 14

    • moortipooja karnevalon ko saza sunayi (1-11)

    • yarooshalem saza se nahin bach sakta (12-23)

      • nek aadmi nooh, daaniyel aur ayyoob (14, 20)

  • 15

    • yarooshalem, angoor ki bekar bel (1-8)

  • 16

    • yarooshalem ke liye parmeshvar ka pyar (1-63)

      • aise bachche ki tarah mili jise chhod diya gaya tha (1-7)

      • parmeshvar ne use sajaya; uske saath shaadi ka karar kiya (8-14)

      • woh bevafa nikli (15-34)

      • vyabhichar karne ki saza mili (35-43)

      • uski tulna saamriya aur sadom se (44-58)

      • parmeshvar karar nahin bhoolta (59-63)

  • 17

    • paheli: do ukab; angoor ki bel (1-21)

    • komal tahni se vishal devdar (22-24)

  • 18

    • harek apne paapon ke liye zimmedar (1-32)

      • jo insan paap karta hai, vahi marega (4)

      • beta pita ki saza nahin bhugtega (19, 20)

      • dusht ke marne se khushi nahin milti (23)

      • pashchatap se jeevan milta hai (27, 28)

  • 19

    • israel ke pradhanon ke baare mein shokgeet (1-14)

  • 20

    • israel ki bagavat ka itihas (1-32)

    • israel ki bahaali ka vaada (33-44)

    • dakshin ke khilaf bhavishyavani (45-49)

  • 21

    • parmeshvar ke nyay ki talvar (1-17)

    • baibilon ka raja yarooshalem par hamla karega (18-24)

    • israel ka dusht pradhan hataya jaayega (25-27)

      • “utaar de apna taaj” (26)

      • “jab tak woh nahin aata jiske paas kaanooni hak hai” (27)

    • ammoniyon par talvar chali (28-32)

  • 22

    • yarooshalem nagri, khoon ki doshi (1-16)

    • israel dhaatu ke mail jaisa bekar (17-22)

    • aguvon aur logon ko saza sunayi (23-31)

  • 23

    • do behenein jo bevafa niklin (1-49)

      • ohola, ashshoor ke saath (5-10)

      • oholeeba, baibilon aur misra ke saath (11-35)

      • donon behenon ko saza mili (36-49)

  • 24

    • yarooshalem zang lage hande jaisi (1-14)

    • yahejkel ki patni ki maut ek nishani (15-27)

  • 25

    • ammon ke khilaf bhavishyavani (1-7)

    • moab ke khilaf bhavishyavani (8-11)

    • edom ke khilaf bhavishyavani (12-14)

    • palisht ke khilaf bhavishyavani (15-17)

  • 26

    • sor ke khilaf bhavishyavani (1-21)

      • “machhuvai ke bade-bade jaal sukhane ki jagah” (5, 14)

      • patthar aur mitti samundar mein daale gaye (12)

  • 27

    • sor ke doobte jahaz ke baare mein shokgeet (1-36)

  • 28

    • sor ke raja ke khilaf bhavishyavani (1-10)

      • “main ek ishvar hoon” (2, 9)

    • sor ke raja ke baare mein shokgeet (11-19)

      • ‘tu adan mein tha’ (13)

      • “tujhe pehra denevala karoob thehraya” (14)

      • ‘tujhmein burai paayi gayi’ (15)

    • seedon ke khilaf bhavishyavani (20-24)

    • israel bahaal kiya jaayega (25, 26)

  • 29

    • firaun ke khilaf bhavishyavani (1-16)

    • baibilon ko inam mein misra milega (17-21)

  • 30

    • misra ke khilaf bhavishyavani (1-19)

      • nabookadnessar ka hamla (10)

    • firaun ki taakat todi gayi (20-26)

  • 31

    • unche devdar, misra ka girna (1-18)

  • 32

    • firaun aur misra ke baare mein shokgeet (1-16)

    • misra khatnarahit logon ke saath dafnaya jaayega (17-32)

  • 33

    • ek pehredar ki zimmedariyaan (1-20)

    • yarooshalem ke girne ki khabar (21, 22)

    • uske khandharon mein rehnevalon ko sandesh (23-29)

    • unhonne sandesh ke mutabik kaam nahin kiye (30-33)

      • yahejkel “prem geet gaanevale jaisa” (32)

      • “unke beech koi bhavishyavakta hua karta tha” (33)

  • 34

    • israel ke charvahon ke khilaf bhavishyavani (1-10)

    • yahova apni bhedon ki dekhbhal karta hai (11-31)

      • daavid unka charvaha hoga (23)

      • “ek shaanti ka karar” (25)

  • 35

    • seir ke pahadon ke khilaf bhavishyavani (1-15)

  • 36

    • israel ke pahadon ke baare mein bhavishyavani (1-15)

    • israel ki bahaali (16-38)

      • ‘main apne mahan naam ko pavitra karoonga’ (23)

      • “adan ke baag jaisa” (35)

  • 37

    • sookhi haddiyon se bhari ghaati ka darshan (1-14)

    • do chhadiyaan jodi jaayengi (15-28)

      • ek raja ke adheen ek raashtra (22)

      • sada ke liye shaanti ka karar (26)

  • 38

    • israel par gog ka hamla (1-16)

    • gog par yahova ka krodh (17-23)

      • ‘raashtron ko jaanna hoga, main yahova hoon’ (23)

  • 39

    • gog aur uski tukdiyon ka naash (1-10)

    • haamon-gog ghaati mein dafan (11-20)

    • israel ki bahaali (21-29)

      • us par pavitra shakti undeli jaayegi (29)

  • 40

    • darshan mein yahejkel israel mein (1, 2)

    • usne mandir dekha (3, 4)

    • aangan aur darvaze (5-47)

      • baahri aangan ke poorab ka darvaza (6-16)

      • baahri aangan; doosre darvaze (17-26)

      • bheetri aangan aur darvaze (27-37)

      • mandir ki seva ke liye kamre (38-46)

      • vedi (47)

    • mandir ka baramda (48, 49)

  • 41

    • mandir ka pavitra-sthan (1-4)

    • deevar aur khaane (5-11)

    • pashchim ki imarat (12)

    • imartein naapi gayin (13-15k)

    • pavitra-sthan ke andar ka hissa (15kh-26)

  • 42

    • bhojan ke kamronvali imartein (1-14)

    • mandir ke chaaron hisse naape gaye (15-20)

  • 43

    • mandir yahova ki mahima se bhar gaya (1-12)

    • vedi (13-27)

  • 44

    • poorab ka darvaza band rahega (1-3)

    • pardesiyon ke baare mein niyam (4-9)

    • leviyon aur yaajkon ke liye niyam (10-31)

  • 45

    • pavitra bheint ki zameen aur shehar (1-6)

    • pradhan ki zameen (7, 8)

    • pradhanon ko imandar rehne ka aadesh (9-12)

    • logon ki bheint aur pradhan (13-25)

  • 46

    • alag-alag maukon par chadhave (1-15)

    • jab pradhan virasat mein zameen dega (16-18)

    • balidan ki cheezen pakane ki jagah (19-24)

  • 47

    • mandir se behti dhaara (1-12)

      • paani dheere-dheere gehra hota hai (2-5)

      • mrit saagar ka paani meetha ho gaya (8-10)

      • daldali jagah ka paani meetha na hua (11)

      • khaane aur changai ke liye faldar ped (12)

    • desh ki sarhadein (13-23)

  • 48

    • desh ki zameen ka batvara (1-29)

    • shehar ke 12 faatak (30-35)

      • shehar ka naam, “yahova vahaan hai” (35)